Mohababat dukh,dard bharm dhokhe ke siway kuchh nahi
Mohababat ek nasha hai, Pagalpan ke shiway kuchh nahi
Mili raste main, pahle ban jao kabil, bat kahi
Pane ki chhahat main paya bahut kuchh, par aunt main mila kuchh nahi
Wo meri nakhuda hai, par wo bewafa thi hi nahi
Wo mujhse lakh dur hai, par mujhse juka nahi
Banker diwana shahar dar shahar bhatakta raha barso
Mila kiya iss chahat main jab wahi hashil nahi
Koi subah na aayi, jo dil par na gujri bojhil
Abhi sham bhi na koi, jo gamjada nahi
Kya likha hai kismet main, jo koi tamanna hoti hai nahi puri
Fir bhi main karta, kismet se koi gila nahi
Chaha tha maine unko, manga unhi ko rab se
Kya ghutan, tadapan ke siwa, iski aur koi saja nahi
Hajaron khat likh dale, ek khat ke liye
Bhatak raha hoon ab tak, jawab koi mila nahi
Dil main chahat hai unki, abhi bhi hai tamanna
Haqiqat ye bhi hai khat likhne ke siwa, kiya kuchh nahi
Apni diwangi ka, bas ek raham chahta hoon
Apni juban se kah de wo, ‘Avinash’ tu mere kabil nahi.
avinashkundan368@gmail.com
9910089467