Mere marne ke waqt khada mere samne woh tha,
mere mar jane ke karan ka gawah bhi wah tha,
log puchhte usse hi hai meri mout ka karan,
wah batata bhi to kaise joki mere marne ki wajah bhi wah tha……..
Tere gamo ne yun kaid kar rakha hai humko,
ke hawaon se bhi door kar rakha hai humko,
tadapta main yahaan bhi hoon tere didar ke liye,
na jaane kabse kabr main dafan kar rakha hai humko…….
RAGHAV