Ek bewafa ki yaad mujhko pal pal aa rahi hai
Aankho me meri anshu hai aur jaan ja rahi hai
Mukho to mile hai sirf dard aur aanshu
uski har kasam ab mujhko yaaar aa rahi hai
Teh waqt ki hai bandish ta kismat me likh hai
Tqdeer meri ban ban ke palti ja rahi hai
Kahin mahfile sajti kahin khusiyon ke hai nagme
Gairon ke sath wo bewafa khusiyan mana rahi hai
Milke juda hona yeh ab kissa hai purana
Iss bedard zamane me wafa bikti ja rahi hai
Mujhko mila hai dard kitna kisko hai pata ?
Iss dard ki dil me ab jalti ja rahi hai
Jo gam sahe hai maine ab kitne sah rahe hai
“SAGAR” ki har gazal aaj rang la rahi hai.
Mere shayari world ke pyare doston meri har shayari ko
aapka pyar call mails se mil raha hai.
aap jo reply karte hai uske liye bahut bahut thanks.
jab india ke alawa others country se call mails aate hai
to bahut khushi hoti hai.par kuch log mujhe bewafai pe likhne
ko mana karte hai,par mai kisi speciel ke liye nahi likhta hu.
agar kisi ko hurt hota hai to sorry….
aapka apna SAGAR
Shayar: Bablu Sagar
Written Composed by Bablu”Sagar”
E-mail -sagar_voice@yahoo.com
Mo- +91 97565 54228
India,Nainital