Kyun Ghabraate Ho Mere Paas Aane Se
Kyun Katraate Ho Kuch Bhi Keh Jaane Se
Rishtaa Jodaa Hai Toh Pyaar Bhi Karlo
Kabhi Toh Mujhko In Baahon Me Bharlo

Hun Tumhari Deewani Par Itna Na Tarsao
Banke Anjaan Khud Ko Yu Naa Behlaao
Mein Mar Jaaungee Yoon Kasam Say
Par Yeh Keh Naa Paaungee Sanam Say
Hai Khwaish Mujhe Unki Ik Chuan Kee
Hai Khwaish Mujhko Unse Milan Kee
Kaash Woh Meri Khamoshi Samajh Jate
Kaash Woh Kabhi Mujhpe Taras Khaate
Aise Kat-Ti Nahi Hai ‘Farhana’ Zindagii
Pyar Ke Bina Hai Bahaut Berang Zindagi