Koi To Doston Mujhe Jeena Sikha De,
Zahar Zindagi Ka Peena Sikha De,
Unki Jeene Ki Khwwahish Ne Hume Maar Dala,-2
Ghamon Ki Numaish Me Koi Aur Hi Tha Shaamil,
Dil Kahta Aaj Bhi Ki Humse Aa Mil,
Kambakht Kyon Kiya Aisa,
Jeene Deti Mujhe Mai Jee Raha Tha Jaisa,
Soch Raha Tha Main Ki Ek Accha Kaam Kar Diya,
Par Usne To Mujhe Pori Duniya Me Badnaam Kar Diya,
Wajah To Bata De Mujhe Is Sazaa Ki,
Aakhir Bata De Ki Tu Chaahti Kya Hai Mujhse,
Unko To Aadat Hai Aise Jeene Ki Aur Woh Jee Rahe Hain,
Hum Na Jee Payenge,
Aur Waada Karte Karte Hain Ki Bhare Zamaane Me Ruswa Unhe Kar Jayenge,
Jis Waate Woh Chup Hain Us Cheez Ka Waasta,
Ek Baar Kah To To Do Kya Chaahti Ho,
Mat Lo Itne Imtihaan Ki Ain Jee Na Paaun,
Aur Kuch Aisa Kar Jaaun,
Ki Woh Shok Uska Zindagi Bhar Manaati Rahein.