“Khuda Ki Kaaynat K Saare Zakhm Mile Hai Hamein…
Jab Se Itni Shiddat Se Maine Tumhe Pane Ki Koshish Ki Hai….”
“Armaan-E-Katl Ka Koi Dilchasp Shouk Tau Nahin Hamein….
Tau Kyun Har Z..Arre Ne Mujhe Tumse Milane Ki Saazish Ki Hai ….”

“Dard-E-Bebasi Me Labo Ko Jo Seela Hamne….
Bas Ek Pal K Liye Us Nazneen Chehre Ki Khwahish Ki Hai…..”
“Us Paakizah Se Rishte Ki Tahjeeb Ki Umar Ko Hamne…
Ta-Umar Gham-E-Mahfil Me Niyaaz-E-Tapish Ki Hai….”
(Niyaaz=desire, Tapish=to Burn)
“Dil-O-Jaan K Sare Rishte Aastha Se Nibhaye Hamne…..
Bas Gham-E-Baadshah Ne Usi Wafa Ki Farmaaish Ki Hai….”
(Gham-E-Baadshah =king Of Unfortunates)