Kaise Dost Aur Kaise Humdum
Jo Jaan Jaan Kar Humpe Vaar Karte Hai
Jo Kehte The Kabhi Hame Tum Ho Nazuk Phulon Ki Tarha
Aaj Vahi Humne Tod Kar Faik Diya Karte Hai
Janne Kis Ka Bharossa Hum Kare
Aur Kiska Kare Hum Aitbaar
Kuch Aisa Lamhe Guzre Hai Zindagi Mein
Ki Chaar Jigar Ke Hai Beshumaar
Dost Banane Ab Chod Diya Humne
Akela Hai Har Lamha Lamha Hum
Guzar Rahi Hai Kuch Aise Ab Zindagi Hamari
Jaise Paani Me Hai Par Payyas Ab Koyi Nahi
Sochte Hai Kya Naam De In Dagaah-Baajo Ko Hum
Kyu Aise Log Hote Hai Zindagi Mein
Jo Dukh Ke Siwa Aur Kuch Nahi Dete
Hasate Hai Pal Bhar Ke Liye
Aur Phir Zamane Bhar Ke Rog De Jayaa Karte Hai
Dekho Na Dost Aur Humdum Hi Hamesha Hua Karte Hai
Jo Jaan Jaan Kar Humpe Vaar Karte Hai