Kahu Bhi Tho Kya
Ke Aaj Bohath Gham Hai
Sunaoo Bhi Tho Kya
Ke Aaj Shabd Kam Hai, Aur
Dikaoo Bhi Tho Kya
Ke Meri Kahani Ki Kitaab Bandh Hai.
Thumhare Bigare Jeena Seekh Liya Hai,
Dhard Ko Sehna Seekh Liya Hai
Thumhara Gham Bhulane Ke Liye Peena Seekh Liya Hai
Or Thumhari Yaadh Bulane Ke Liye Dill Ko Pathar Bana Liya Hai.
Thumhe Chaha Tha Maine,
Lekin Thumne Parwa Hi Nahi Ki,
Thumhe Har Khushi Dhi Maine,
Aur Thumne Diya Mujhe Gham Or Thanhayi.
Ho Jayenge Yeh Faasle Kam,
Agar Thum Thore Se Paas Ayo Ge,
Bathaoo Gi Mai Thumhe Apne Saare Gham
Agar Thum Gale Se Lagayo Ge.