Jab Bhi Ki Tanhai Main Guftugu Tujhse
Guftugu Kuch Na Hui Aur Raat Ho Gaee
Jab Sitaron Se Hui Baat To Dil Ne Yeh Kaha
Mujhe Chand Ko Dekh Kar Kyun Teri Yaad Aa Gaee

Jo Chahe Mujhe Saza De De Hai Maine Yeh Kaha
Jab Meri Nazar Ko Dekh Kar Teri Nazar Jhuk Gaee
Bhuje Hue Chiragh Ko Jalate Ho Phir Se Kyun
Yeh Dil Ki Shama Jal Jal Ke Rakh Ho Gaee
Peete Rahey Hum Jam Bhar Bhar Ke Aur Tum Aye Saqi
Khabar Bhi Na Di Ke Sharab Haram Ho Gaee
Phunchaya Mainey Kashti Ko Lehron Tak Aur Phir
Sahil Se Meri Dosti Kuch Aise Shuru Ho Gaee
Umeed Ka Yeh Daman Tute Ga Na Kabhi
Andehere Ki Taraf Chal Para Aur Dair Ho Gaee
Main Tujhe Dair Tak Nazar Main Rakh Na Saka
Ansun Jo Tapke Mere Tasweer Teri Bhe Gaee