Har Insaan Ki Alag Pahechan Hoti Hai
Suraj Dhalne Ke Baad Hi To Sham Hoti Hai
Chand Ki In Chandani Me Kaha Nind Aati Hai
Usko Yaad Kar Ke Yaado Me Hi Subah Aa Jaati Hai

Chahte The Hum Usko Apni Sanso Se Jyada
Per Usko Chahat Huamari Samaj Hi Nahi Aayi Thi
Na Kabhi Usko Dekha Tha Na Kabhi Usko Mila Tha
Fir Bhi Dil Ki Ye Dor Uske Hatho Me Dekar Aaya Tha
Bahut Hi Mushkil Ho Raha Tha Usko Bhool Pana
Fir Bhi Dil Keh Raha Tha Usko Chhod Kar Chale Aana
Usne To Sirf Hume Khilona Hi Samaj Rakha Tha
Jab Chahe Uthaya Jab Chahe Thukraya
Me Bhi Usko Chhod Kar Chala Jata
To Aaj Usme Aur Dinesh Me Kya Ferk Reh Jata