Gham Mein Hastha Hoon Tu Khete Hai Ke Roona Nahi Athaa.
Aur Jab Rootha Hoon Tu Khete Hai, Dard-Sehna Nahi Athaa..
Kiiyu Nahi Samajh Pathi Duniya Mohabbat Ki Kasaak..
Per Yeh-Baat Tu Hamein Bhi Inhe Samjhana Nahi Athaa.
Khoob Kiya Zulm-O-Sitaam Iss Alam-E-Bisaat Ne..
Gar Hamee Yeh Zakhm-E-Jigar Dekhana Nahi Athaa..
Gham-E-Furqaat Mein Bitayee Hai Shab-O-Sahar.
Kiya Kare Dard-E-Gham Bayaan Karna Nahi Athaa..
Ab Tu Hi Bata Aey “Saeed” Kaahe Tu Kiya Kaahe..
Jab Kehte Hoon Tu Khete Hai Gustar Nahi Athaa..