Ganjeena-E-Jazbaa-E-Dil Naatavaanee Ho Gayi,
Haajat-E-Dildaar Ab Meri Pareshaanee Ho Gayi,
(Ganjeena-E-Jazbaa=treasure Of Emotions; Naatavaane=weakness; Haajat-E-Dildaar=necessity Of Lover)
Khubaan Ki Aisi Dil-Kashi Ki Tamanna Dil Mei Utii,
Justjoo-E-Khushi Nahee Girya-O-Zaaree Ho Gayi,
(Khubaan=beautiful Person, Sweetheart; Justjoo-E-Khushi=desire For Happiness, Girya-O-Zaaree=weeping)
Ghaflat Mein Naamabar Seh Huyee Thi Dostii,
Naama-E-Dildaar Meri Dildukhanee Ho Gayi,
(Naamabar=messenger, Naama-E-Dildaar=love Letter, Sar_giraanee=pride)
Ushshaaq-E-Ham_sukhan Toh Chaahat Thi,
Tasavvur Par Unhe Badghumaanee Ho Gayi,
(Ushshaaq-E-Ham_sukhan=lovers Getting Together; Badghumaane=suspicion)
Bahasit Ki Na Thi Chaahat Hume Zameen Par,
Magar Zindagi Meri Maikhashanee Ho Gayi,
(Bahasit=heaven; Maikhashanee= Living In A Bar)
Khoo-E-Mukhtasar Thi Pehchaan Yahan Merii,
Haar-E-Mohabbat Aaj Meri Kahanee Ho Gayi.
(Khoo-E-Mukhtasar=limited Habbits; Haar-E-Mohabbat=failure Of Love)