Din Dhal Gaya Per Har Raat Teri Yaad Mein Guzari
Hogayen Bund Ankh Per Tere Khuwab Mein Guzari
Main Woh Sookha Phool Ban Gaya Teri Zindagi Ka
Jiski Tamaam Umar Ussi Bund Kitaab Mein Guzari