Daulat-E-Dard Ko Duniya Se Chhupa Kar Rakho
Aankh Mein Aansoo Na Ho Aur Dil Mein Samandar Rakho
Insaan Jab Is Jahan Mein Aaya Uske Paas Ghum Tha
Aur Jab Is Jahan Se Gayaa To Uskae Paas Ghum Tha
Khushi Usne Jin Lamhon Ko Samaza Ya Rab
Dar-Asal Tab Uske Ghum Ka Ahsaas Kuchh Kam Tha
Gar Zudaai Ka Pata Hota Humen Pyaar Se Pehale
Tau Maut Ki Dua Karate Tere Deedar Se Pehale