Daastaan-E-Ulfat Mein Hota Hain Har Sahar,
Giryaan Ka Huaa Nahi Kisi Par Koi Bhi Asar,
Duniya Mein Aaye Ek He Maqlooq Bankar,
Aaj Kyun Chotey Unke Ghar Se Mere Ghar,

Gunaah Toh Nahi Kharaar Huyi Mohabbat,
Yeh Aelaan Kyun Nahi Huaa Terey Shahar,
Joh Ho *Arsaagah-E-Mehanat-O-Sarmaayaa*,
Bhuul Gaye Ki Hum Hain Chiraag-E-Sahar,
*In The Battlefield Of Labor And Wealth*
Judaa Hone Salaah Di Zamaaney Ne Mujhe,
Isliye Ki Main Ghareeb Aur Tu Aalee-Guhar
Aalee-Guhar=belonging To Rich Family