Chayheron Kay Jhurmaton Main Ghoomta Hoon Tahnaa
Jaaun Magar Kahaan Har Chayhra Gar Ajnabi Sa
Har Aqs Ka Daaman Pakra
Har Dil Ka Kona Taakaa
Har Aqs Nikla Pathar
Har Dil Ka Manzar Sehma
Jaanay Kahaan Kahaan Khyaalon Ki Mai Urayli
Kisi Ka Haath Sang Tha Paimaan Kahin Pay Tootaa
Main Laykar Gayaa Tha Un Tak Haazir Ki Mastiaan
Maazi Main Ji Raha Tha Magar Kehkahon Ka Sehra
Kissay Kary Hai Shkiway Tu Ja Kay Ai “Sagar’
Daanaa Bhi So Rehay Hain Ab Ban Kay Naaashnaa
————————————
Meanings;haazir-Present,Daanaa-Intellectuals,Na-Aashnaa-Stranger