Ahbaab Nahi Tu Raqeeb Sahi,
Tujhse Rishta Mera Ajeeb Sahi,
(Ahbaab=friends, Lovers; Raqeeb=enemy)
Ahal-E-Ishq Nahi Tu Bilmukhaabil Sahi,
Sakuut-E-Absaar Hai Woh Mera Kaatil Sahi,
(Ahal-E-Ishq= People Who Love; Bilmukhaabil=opposite; Sakuut-E-Absaar=silence Of Eye)
Ahal-E-Dil Nahi Magar Mere Kareeb Sahi,
Nafrath Bhi Teri Meraa Naseeb Sahi,
(Ahal-E-Dil=resident Of Heart)
Mere Haal-E-Dil Ki Fikr Nahi Teri Hadd-E-Nazar Sahi,
Teri Adaa Dil Tod De Magar Yeh Tera Jigar Sahi,
(Hadd-E-Nazar=as Far As An Eye Can See)
Tu Ahmaq Nahi Akhbar Sahi,
Adoo-Afroz Tera Manzar Sahi,
(Ahmaq=stupid, Fool; Akhbar=greatest, Adoo-Afroz=shine Of Enemity)
Aasman-Bos Kismat Ki Pehchaan Meri Sahi,
Hai Tu Aafat-E-Jaan Magar Yeh Jaan Teri Sahi.
(Aasman-Bos=sky Kissing; Aafat-E-Jaan=risk Of Life)