Aaj Fir Ruuh Ko Tadpa Rahi Hai Unki Yaad.
Ek Anjana Sa Dard Banke Chaa Rahi Hai Unki Yaad.
Baar Baar Tootker Aa Rahi Hai Unki Yaad.
Aansoo Banker Tapak Rahi Hai Unki Yaad.

Unke Wo Zer-E-Lab Kuchh Kah Uthe
To Ek Khwab Dikha Gayee Unki Yaad.
Tamam Umre Badalta Raha Apna Thikana
Kyaa Karoon Fir Bhi Aa Rahi Hai Unki Yaad.
Woh Purane Manzar Jo Apni Jagah Bana Gaye
Na Jane Kyun Aksar Aa Jate Hain Banke Unki Yaad.