Chaman se kon chala yeh khamoshiyan lekar,..

Kali Kali tarap uthi hai siskiyan lekar,..

Kafan mera naa hatao zamana dekh na le,!!

Mein so gaya hun kisi ki nishaniyan lekar,..

Tamasha dekh rahe thay jo doobne ka mera,!!

Meri Talaash mein nikle hain kashtiyan lekar,..

Jo raat din mere marne ki dua karte thay,!!

Aaj wohi ro rahe hain hichkiyan lekar….