Bohut khamosh reh kr jo sazae’n mujh ko deta tha/

Bare khamosh lehje mai sadae’n mujh ko deta tha/

Kabi jo dard ki atish mujhy sulgany lagti thi/

Wo apni saans ki mehki hawae’n mujh ko deta tha/

Usy mai ajnabi smjha magar har mor pr ‘tanha’ /

Wo Apne naam ki sari duae’n mujh ko deta tha/