Bohat totay howay hain hum, Abhi dastak nahi dena..

Humari Aankh hai purnam, Abhi dastak nahi dena..

Mere Yaaro! Abhi kuch din mere Ahwaal mat pocho,

Abhi dil main hai uska Gham, Abhi dastak nahi dena,

Shab-e-tanhai main Yaro tarapna hai bohat mujhko

Abhi hai DARD kuch madham, Abhi dastak nahi dena=