Bewafai uski mita kr aya hon,

Khat uske Paani main baha kr aya hon,

Koi parh na le us Bewafa ke Wadon ko..

Is liye Paani main bhi Aaag laga kr aya hon..