Be khwab zindgi ka Paristar kon tha?

Itni udaas raat main Bedaar kon tha?

Kis ko ye fikr thi K mohabbat mein kiya howa?

Hum es py larr rahy thy wafadaar kon tha?

100 kashtiyan jala k Chaly sahilon sy hum!

Ab tm ko kya batayein K us paar kon tha?

Ye faisla tu Waqt b Shayed na kr sakay!

Such kon bolta tha,Adakaar kon tha?

Arsa guzar gya hy yehi sochte huwy…

Pepsi 65 ki karne wala Fankar kon tha???:P:D

Shukriya itny ghor sy parhne ka.,.