bachpan ka dukh bhi kitnay achey thy

tab to sirf khilonay tota kartay thy

woh khushiyaan najana kasi khushiyayn thin

titli ka par noch kar uchala karta thy

barish ka pani main khud paon mar kar

apna ap ko bhigoya kartay thy

ab to 1 anso bhi ruswa kar jata ha

bacpan main to dil khol kar rotay thay