Ay moaj-e-Hawa

Tu hi batta !!

Wo dost Hamara kesa he?

Jo bhool chuka hai hamain kab sey !

Wo jo jan se pyara kesa hai?

Kya us ky Jeevan

Lamhon mein…

Koi Lamha mera baaqi Hai?

Kya us ki jaagti ankho mein,,,

meri Yaad abhi bhi baqi hai?

Agr aisa nahi to!!!

Tu hi Batta,,,

Hum yad ussey kyun kartey hain?

Wo Hum se bichar k khush he agar!

Tu pal pal kyun hm marttay hain?

Ay “moj-ehwa” tu hi bata,,!!

Oh!God…………………….!!!!!!!!