ansoo hai mera naam,

apni dard kahani ke baare kya kahu,

gham se bhara hai mera jaam

kaise isse peeyoo.

kaha kaha na doonda tumhe

din mein doonda aur raath ke andhero mein

bhi,

kaha chupa rakka hai rab ne tumhe

ke hamse door hai tumhara saaya bhi.