Aik pthan airoplain me seat pr jagra kr ra tha k peechy bethoun ga sb smjha smjha k thk gay k ap ki seet aagy hy.

Aik sindhi utha or pthan k kan me kuch kaha to pthan bhag k agli seat py beth gya.

Log boly ap ne kia kaha tha.

Sindhi bola me ne bus itna kaha tha k aagy waly jaldi punhchen gy: