Aajo k barsaat ka mousam hai

aajao k mulaqat ka mousam hai

qabo main nahin jazbat dekh kr samaa

aajao k machaltay jazbaat ka mousam hai

bohat guzreen hain tanha raatain meri

aajao k shab e hikayat ka mousam hai

daikhain kaisay ghata milti hai samndr se

aaj hathoon main haath ka mousam hai

aaj main dafna doon ga ashk pani main

aaj barsaat main barsaat ka mousam hai…..