aaj woh nahi aaye dar-e-mehfil to anjaana sa lagta hai

mujhe aaine ke peeche har ek chehra pehchana sa lagta hai

koi jaa kar unhe bataye ki gham-e-mehfil sooni hai unke bina

yun mae-kada soona hai to marjaana saa lagta hai

“kaash“ woh bhi samjh paata mera dar-e-diil kyaa hai

“naaz“ aise hi nahi uthaate kisi ke dil ko samjhaana saa lagta hai

aao betho mehfil-e-ranjish ki kitaab parhe milkar aaj hum

yaaro gam-e-mehfil ka unke bina fasaana saa lagta hai !!

(¯`v´¯)

`*.¸.*´ Lover

¸.•´¸.•*¨) ¸.•*¨)

(¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`•

Prince”