Kehti hai yeh hawa kehti hai yeh fiza kal koi tha yahin lakin ab woh nahi woh kahin or hai dard ka dahor hai kitna gahera hai ghum kesa hai yeh sitam kehti hai yeh hawa kehti hai yeh fiza jitna bhi ghum sahi utne hi chup raho kuch na kaho kuch bhi na kaho Arzoo soo gayi har khushi kho gayi sunhe hain raste ab mere waste sirf ik yaad hai ek faryad hai sirf tanhayian sirf parchayian ansoon ki nadi dil main hai bahe rahi kehti hai zindagi tum bhi is main baho kuch na kaho kuch bhi na kaho.’ …