Zra tham tham k barsa kar.

Abhi itna na rotha kar.

Abhi to dur hai manzil.

Abhi khud ko na tanha kar.

Teri ankhen smandar hein.

Samandar ko na sehra kar

Mera dil doob jata hai

Mjhy aisy na dekha kar

Hawa mjh se kahe pagal

Na yun raston me betha kar

Wo 1 din chor jaye ga

Usay itna na chaha kar*