Ziddon se taraq-e-taaluq to kr lia hum ne

skon use b nahi, be-qarar hum b hain

zuban khti hai, sara kasoor us ka tha

zameer khta hai, kuch zimmadar hum b hain