Yaad rakhna or phir bhula dena

Uski adat hai yun saza dena

Apni Mohabat main zara sadgi dekho,

Jo chor jaye usko b dua dena

Wo kehta hy mohabat mein kuch fasla rahy

Hm chahty hain apna sb kuch luta dena,

Ik guzarish hy agr maan jao to…

Wafa k badly hamesha wafa dena.