*’* Wohi Nhi To Warq Kis Liye Siyah Kren,

*’* Sakhan To Arz E Tamana Ka Ik Bahana Tha,

*’* Samand E Shauk Tha ALI Rawa Dawan,

*’* Qadam K Neechy Sitaron Ka Shamiyana Tha