‘Wo ana parast sahi uski baton may iqrar b tha.

‘ Us k chubte hue lehje may chupa pyar b tha.

‘wo mujhe lkhta hai k muntazir na raho lekin

‘uski tahreer may sadyon ka intezar b tha

‘ Wo kehta hai k mt rootho k manana nhi ata

‘meri narazgi pr lekin wo beqrar b tha.

‘ Main shyd phr na lkhta usey apni khabr lekin

Mohabat ka bharam rkhna brqrar b tha

‘ shyd yehi uska andaz-e-mohbt ho

‘wo mera hamdam b tha or sitam gaar b tha.