Wehshat-e-dil Talab-e-

aabalapaei ly ly

mujhse ya rab mere

lafzun ki kamaei le le,

akal har baar dikhati thi

jale haath apne,

dil ne har baar kaha aag

paraei le le,

me to us subah-e-

daraKhshan ko tavangarjanu,

jo mere shahar se kashkol-

e-gadaei le le,

tu Gani hai magar itni

hen sharayet Teri

Wo mohabbat jo hamen

raas na aaei le le,

Aisa naadan kharidar B

koi hoga, ?

jo teray gham k ewaz sari

khudai le le, ?

apane divaan ko galiyon

me liye phirta huN,

hai koi jo hunar-e-

zaKham numaei le le,

meri khatir na sahi apnianaa ki khatir ,

apny maandon se tupindaar e khudai le le,

or kya nazr karun aygamy-dildar e Faraz!

zindagi jo ghum e duniya

se bachai le le.