Wafa dushwar nhe, itni nibah laitay hain nibahnay walay_,,

lot aatay hain mairi jan aksar ‘janay walay’_,,

phir sham doob jati hai saya-ay dard main or. . . .

dil khol ker rotay hain dard ka bojh uthanay walay_,,

wo khamosh dikhtay hain jo dard seh nhe saktay_,,

aksar dard chupatay hain, muskranay walay_,,

janay ye zindgi kis shaayar ki ghazal hai_,,

ulajhtay ulajhtay ulajh jatay hain is ko suljhanay walay.