us pr to bohot sajti hy

khushi.

usay kehna k muskraya kray.

uski aankhon me nami

achi nahi lagti.

usay kehna gham mujhey de

jaya kary.

ye zindagi bihot taveel

safar hy.

usay kehna raston sy

na ghabraya kary

uski zindagi hamein aziz

bihot hy.

usay kehna zamany sy khud

ko bachaya karay