tumse pyaar na karma meri

majboori hai

apni zindgi mein jagah na dena

meri majboori hai

khud ko apne aapme chuppakar

rakhna meri majboori hai

ankhon mein ansooyon ka sailab hai

hoot.on par fir bhi muskarahat lana

meri majboori hai

apni tadap tum par naa khul gaye.

tumse door jana meri majboori hai

meri inn majbooriyon ko tum par

zahir na karma bhi meri majboori hai.

~**~**~