tujhey apney hathon ki lakiron mein

na basaya

‘to phir kehna’

AA k tujhey tere khwabon mein na sataya

‘to phir kehna’

Teri sochon mein guzar jati hai saari raat

Zindagi bhar raton ko na jagaya

‘to phir kehna’

Dhondtay phiro ge tum her jaga hum ko.

Apney ishq mein tujhey pagal na bnaya

‘to phir kehna.

k,k