soch kar main ne chuni hai aakhri aaraam gah

main tha matti aur mujhay matti ka ghar acha laga

manzilon ki baat choro kis nay paain manzilain

ik safar acha laga ik hamsafar acha laga