Seb kuch hai mere pass phir be udas hon

Pochta hon zindgi se kis cheez ki kami hai

Kyon meri aankhon main nami hai

Kehti hai zindgi kase tu na ho udas sub kuch hai tere pass

Laikin wo nahi jo teri zindgi hai usi ki hekami hai

Us ke na hone ki waja se teri aankhon main nami hai

Y.ALI CREATION