‘Samandar’ nay kaha,

Mohabbat samandar key gehraiyo may chupie

hoe eik seepe hai.. Jiss me

chahat jessa anmol moti mojood hai.

‘Baadal’ nay kaha,

Mohabbat eik ~dhanak hai . Jiss may har

Rang Nomaya hota hai.

‘Shair’ nay kaha.

Mohabbat eik esse ghazal hai ,, Jo har

eik sunay walay kay dil may

uttar te chali jate hai …

‘Saaz’ nay kaha ..

Mohabbat eik essa geet hai .. Jo Dil

may uttar jata hai ..

‘Ankhon’ nay kaha ……..

Mohabbat ansoo ka samandar hai.. jo

kisse kay intezar may khamoshi say

behta hai…

‘Dil’ nay kaha ……..

Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay

janay ka naam hai… kay aakhire

waqt bhee Izhar na kiya jay…

‘Naseeb’ nay kaha ……..

Mohabbat wala duniya ka khush Kismat

tareen insaan hai .. Aur jiss kay Dil

may Mohabbat nahin… Woh duniya ka Badd

Tareen shakhs Hai…

‘Nafrat’ nay kaha.

Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai.

Aur ‘hum’ nay kaha ..

Jo hum se bahut dur hai wo Mohabbat hai.

k,k