Phir meethi pyar ki baatein hon

Behes-o-takraar ki baatein hon

Jab jaane ki woh baat kare

Ik damm se baarish aa jaaye

Youn or woh kuch pal saath

rahe

Koi baat sune koi baat kahe,

Barish rukhne ki koi aas na ho,

Din dhalne ka ehsaas na ho,

Youn baaton main woh kho jaaye,

Aay kaash k aisa ho jaaye.