Phenk u patthar k satah e aab b bojhal na ho’ naqsh b ban jae r darya mai b halchal na ho’ khol u mutthi k ak jugnu na nikle hath se’ aankh ko ase jhapak lamha koi ojhal na ho’ he safar darpesh to parchaae ki ungli pakar’ raah mai tanhai k ehsas se pagal na ho’ pehli serhi pr rakh qadam aur aakhri per aankh’ manzilo ki justujo mai raaega ak pal na ho’ zehen khali hogaye hen waqt k ehsas se’ samne vo masla rakh jis ka koi hal na ho’ justujo us paird ki ku ho k jo saya na de’ hath us daali pe kia pohnche k jis pe phal na ho’!