Palkon pe aan$o’on ko $ajaya na jaa $aka

u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka

zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera

ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka

jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood

aankhon main aan$o’on ko chupaya na jaa $aka

kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain

jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka

ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho

hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka

woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar

chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka

tanhaiyon ki aag main hum jal gaye

magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka…..