‘Mujhey Pata hai k main Tanha ho jaoun ga ik din’

Is Poori kainat se Juda ho jaoun ga ik din’

‘Main to Panchi hoon mera zamaney se kiya Ta,aLLuq’

‘Bs kbhi Hawaon mein urr jaoun ga ik din’

‘Mat satao k zindagi mukhtasar hai,

Do ghharri aa k miLo Phr mar jaoun ga ik din’

‘Udaas Raat se keh do abhi mujhey Sona nhi hai’

‘Abhi Jagtey Rehnay de Phr So jaoun ga ik din…