‘Mujhe aazad kar do na k me hon qaid barson se

Judai ki azeyat me zehar bhar degi ye zalim

Meri naazuk tabiat me na do ab hosla mujh ko

Bata do rasta mujh ko koi bahar nikalne ka

Hawa me phir se urne ka mujhe us des jana he

Jahan punchi utarte he jahan mossam badlte he

Meri banjar si aankhon me meri betab sanso me

Koi to rang bhar do na

‘Mujhe Aazad kar do na’