Mohabbat ka junun baqi nahin musalmanon mein khun baqi nahin hai safen kaj,dil pareshan, sajda bezuk k jazba-e-andrun baqi nahin hai ragon mein lahu baqi nahin hai wo dil, wo awaz baqi nahin hai namaz-o-roza-o-qurbani-o-haj ye sab baqi hai tu baqi nahin hai