Mjhe masihae ka da’wa to nahi

pr mian masiha bn to skta hun

hr zakm pe tere na sahi

kuch zakhm to bhr skta hun

to dost samjh ya dushman apna

teri parchae bn k reh to skta hun

itna kmtr bhi na samajh mujh ko

khud sari pe utr aaun to

tanha ji bhi skta hun